1)
Hzrt Saubaan RA se riwayt ha:
Rasool Allah S.A.W.W. ne frmaya:
Hzrt Saubaan RA se riwayt ha:
Rasool Allah S.A.W.W. ne frmaya:
"jo is hal ma mary k woh Gharoor, Khiyanat aur Qarz se pak-o-saf ho, woh janat ma dakhil ho ga."
(Riwayt:Tirmzi, Ibn e Maja, Darmi Mishkat Sharif Jild#2 Baab: Deewalia Krna Aur Mohlat Dena)
2)
Hzrt Abu Amama RA se riwayt ha:
Rasool Allah S.A.W.W. ne frmaya:
Hzrt Abu Amama RA se riwayt ha:
Rasool Allah S.A.W.W. ne frmaya:
"logon ma badtareen darja wala qyamat k din woh banda hai jo dusron ki dunya ki khatir apni akhirat barbad kr dy."
(Riwayt:Ibn-e-Maja Mishkat Sharif Jild#3 Baab: Zulm ka Biyan)
No comments:
Post a Comment